Sar-E-Raah Kuch Bhi Kaha Nahi, Kabhi Uske Ghar Mein Gaya Nahi,
Main Janam Janam Se Usi Ka Hoon, Use Aaj Tak Ye Pata Nahi,
Use Paak Nazron Se Chumna Bhi Ibadaton Mein Shumar Hai,
Koi Phool Laakh Kareeb Ho, Kabhi Maine Use Chhua Nahi,
Ye Khuda Ki Den Ajeeb Hai, Ke Isi Ka Naam Naseeb Hai,
Jise Tune Chaha Wo Mil Gaya, Jise Maine Chaha Mila Nahi,
Isi Sheher Mein Kayi Saal Se, Mere Kuch Kareeb-E-Azeez Hai,
Unhe Meri Koi Khabar Nahi, Mujhe Unka Koi Pata Nahi,
Ye khuda ki den azeeb hai, ke isi ka naam nasheeb hai
jise tune chaha wo mil gaya, jise maine chaha mila nahi..
Mohtaram: Baseer Badr

No comments:
Post a Comment